Dekh tere sansar ki halat. Lyrics in Gujarati
kya ho gai Bhagvaan,
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Suraj na badla Chand na badla
Na badla aasmaan ...
Kitna badal Gaya Insan
Dekh tere sansar ki halat
Aaya samay bada bedhanga,
Aaj aadmi bana lafanga,
Kahi pe zagde kahi pe danga
Nach Raha nar hokar nanga,
Chhal aur kapat ke hatho apna
Bech Raha imaan
Kitna badal Gaya Insan ...(2)
Ram ke bhakt Rahim ke bande
Rachte aaj fareb ke fande
Kitne ye makkar ye andhe
Dekh liye unke bhi dhandhe
Inhi ki Kali kartuto see
hua ye mulk mashan
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Film: Nastik Poet: Sree Pradeepji
kya ho gai Bhagvaan,
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Suraj na badla Chand na badla
Na badla aasmaan ...
Kitna badal Gaya Insan
Dekh tere sansar ki halat
Aaya samay bada bedhanga,
Aaj aadmi bana lafanga,
Kahi pe zagde kahi pe danga
Nach Raha nar hokar nanga,
Chhal aur kapat ke hatho apna
Bech Raha imaan
Kitna badal Gaya Insan ...(2)
Ram ke bhakt Rahim ke bande
Rachte aaj fareb ke fande
Kitne ye makkar ye andhe
Dekh liye unke bhi dhandhe
Inhi ki Kali kartuto see
hua ye mulk mashan
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Jo ham aapas me na zagadte
Bane huve kyun khel bigadte
Kahe lakho Ghar ye uzadte
Kyun ye bachche ma se bichchadte,
Fut fut kar kyu rote
pyare bapu ke pran
Bane huve kyun khel bigadte
Kahe lakho Ghar ye uzadte
Kyun ye bachche ma se bichchadte,
Fut fut kar kyu rote
pyare bapu ke pran
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Dekh tere sansar ki halat
kya ho gai Bhagvaan,
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
kya ho gai Bhagvaan,
Kitna badal Gaya Insan ... (2)
Film: Nastik Poet: Sree Pradeepji
Also view :
- એ મેંરે પ્યારે વતન એ મેરે બિછડે ચમન
- ચૌદવીં કા ચાંદ હો યા આફતાબ હો
- યશોમતિ મૈયા સે બોલે નંદલાલા
- તું પ્યાર કા સાગર હૈ
- જ્યોત સે જ્યોત જગાતે ચલો
- એક પ્યાર કા નગમા હે
- ઝિંદગી કે સફર મેં ગુઝર જાતે હૈ જો મકામ
- અખીંયો કે ઝરોંખો સે
- આંસુ ભરી હે યે જીવન કી રાહે
- એક દિન બીત જાયેગા
- યે જીવન હે ઇસ જીવન કા
- જયોત સે જ્યોત જલાતે ચલો
- प्यार दीवाना होता है
- दिल के टुकड़े टुकड़े कर के
- Tuje suraj kahu ya chanda
- Chanda he tu mera suraj he tu
- હોઠોં સે છું લો તુમ
- પલ પલ દિલ કે પાસ
- તુમ કો દેખા તો યે ખયાલ આયા
- રુક જા રાત ઠહર જા રે ચંદા
No comments:
Post a Comment